Thursday, September 08, 2005

Mohabbat ek anmol gehna hai
Jise ek din har insaan ko pehenna hai
Jiske bine zindagi ka kya kehna hai
Jiska mathlab hai"Tere bin nahin jeen ya marna hai"
Jiska mathlab hai datke mushkilon ko sehna hai
Aur gham main khushi ke aansoo behna hai

0 Comments:

Post a Comment

<< Home