Mere aankhon ka suroor
Mere khwabon ke noor
Tum kabhi na jaao mujhse door
Tum jo sazaa do, mujhe woh hai manzoor
Mujhe apne aap pe hai itna guroor
Ki main dil ke haathon hoon majboor
Mujhe woh chehra har pal yaad aata hai
Jiski aankhon main ek ajeeb si kashish hai
Mujhe woh chehra har pal yaad aata hai
Itni bholi, Itni masoom jiske peeche na koi saazish hai
Mujhe woh chehra har pal yaad aata hai
Jisne mere dil ke taar ko cheda hai, use apna bana loon yehi meri khwaish hai
Rab se duua karo yaaron, ki woh meri ho jaaye, yeh meri aap se gunzaaish hai

Kya bataaon kya jaado kar diya uski ek nazar ne
Jaise kayee bin pooche sawalon ka jawb mil gaya ho

Jaise ki ek veeraan se bageeche ko ek sundar sa gulaab mil gaya ho

Jaise kisi taraste hue honth ko ek boond sharaab mil gaya ho

Jaise kisi neend se jaagne waale ko sundar sa khwab mil gaya ho

Jaise duniya main har chahne waale ko ek hasina laajawab mil gaya ho!!!!!!

Karo Itni Mohabbat sanam
Chahe paagal bhi ho jaaye hum
Hoge na tum mujhse juda
Hamein chooke yeh khaao kasam
Tum mere hi bane raho har janam
Yeh fariyaad karte hain rab se hum
Mujhe kabhi bhi na hoga gham
Chahe ye zaalim zamaana kare hum pe jitne sitam
Tum chalna hamare saath kadam se kadam
Yeh vaada karo humse ki yeh pyaar kabhi na hoga kam
Agar tum wafa se bewafa nikle
To main usi waqt tod doongi apna dum

0 Comments:
Post a Comment
<< Home